Answer back
= Palatkar javaab dena (To reply
rudely to someone in authority.)
= Palatkar javaab dena (To reply
rudely to someone in authority.)
You shouldn’t have
answered your father back.
answered your father back.
Tumhe apne pita ko
palatkar javaab nahi dena chahiye tha.
palatkar javaab nahi dena chahiye tha.
Ask about someone =
Kisi ke bare me poochhna (Especially professionally and in terms of health.)
Kisi ke bare me poochhna (Especially professionally and in terms of health.)
He was asking about my
father.
father.
Wo mere pita ke bare
me poochh raha tha.
me poochh raha tha.
Be away = Kaheen aur
hona (Be elsewhere; on holiday, etc..)
hona (Be elsewhere; on holiday, etc..)
Is she away?
Kya wo bahar gayi hui
hai?
hai?
She is away for three
weeks.
weeks.
Wo 3 hafton ke liye
bahar gayi hui hai.
bahar gayi hui hai.
Be up = Jage hue hona (Be out of bed)
I’m up.
Main jaag rahi hoon.
Are you up?
Kya aap jaag rahe hain?
Is she up?
Kya vah jaag rahi hai?
She is not up yet.
Wo abhi tak jagi nahi hai.
Big up = Zarurat se jyada badaai karna (Exaggerate
the importance)
the importance)
Rohan bigs himself up all the time.
Rohan har samay apni badaai karta rahta hai.
Don’t big him up.
Uski jyada badaai mat karo.
Blow down = Hava se kisi cheej ka gir jana
Many trees were blown down in the storm.
Toofaan me bahut sare ped gir gaye.
Call up = Kisi ko phone karna (To phone)
I called him up yesterday.
Maine kal use phone kiya tha.
Call Rohan up as soon as possible.
Rohan ko jitna jaldi ho sake phone karo.
Dig in = Jhapat padna (Start eating greedily)
They dug in as the food arrived.
Jaise hi khana aaya ve us par toot pade.
You need communication skills
if you want to get ahead.
if you want to get ahead.
Agar aapko unnati karna hai to
aapko communication skills aani chahiye.
aapko communication skills aani chahiye.
Get along = Nikalna (To leave)
It’s late. We must get along.
Der ho rahi hai. Hamen niklna
chahiye.
chahiye.
Shall we get along?
Kya ham niklen?
Count on sb = Kisi par bharosa
karna (Rely on smb)
karna (Rely on smb)
I count on you.
Main aap par bharosa karti
hoon.
hoon.
You can count on me.
Aap mujh par bharosa kar sakte
hain.
hain.
Cross out = Kaat dena (draw a line through)
Cross out your old address and write your new
one.
one.
Apna purana wala pata kaatkar naya wala pata likhen.
Cut back on = Katauti karna (Consume less)
You should cut back on sugar.
Tumhe chini khana kam kar dena
chahiye.
chahiye.
My doctor advised me to cut
back on sweets.
back on sweets.
Mere Doctor ne mujhe salaah
diya ki main mithaaiyan khana kam kar doon.
diya ki main mithaaiyan khana kam kar doon.
Do sth up = Baandhna/Band
karna
karna
Do your shirt up before you go
out.
out.
Baahar jane se pahle apna
shirt band kar lena.
shirt band kar lena.
Do sth over = Fir se karna (Do
again)
again)
Do the essay over as I didn’t
like it.
like it.
Essay ko fir se likho kyonki
ye mujhe pasand nahi aaya.
ye mujhe pasand nahi aaya.
Work
out = Vyayam (Exercise)
out = Vyayam (Exercise)
When do you prefer working out,
in the mornings or in the evenings?
in the mornings or in the evenings?
Aap vyayam kab karna pasand
karte hain, subah me ya sham me?
karte hain, subah me ya sham me?
I prefer to work out in the
mornings.
mornings.
Main subah vyayam karna jyada
pasand karta hoon.
pasand karta hoon.
I prefer to work out in the
evenings.
evenings.
Main sham ko vyayam karna
jyada pasand karta hoon.
jyada pasand karta hoon.
Work out = Safal hona (Be
successful)
successful)
It was very hard at first but
it all worked out in the end.
it all worked out in the end.
Shuru me bahut mushkil tha
lekin ant me sab safal raha.
lekin ant me sab safal raha.
Wake up = Jagna/Jagana
Wake up Rohan.
Rohan jago.
Wake the baby up.
Bachche ko jaga do.
Wake your father up.
Apne pita ko jagaao.
Wake me up at 8 tomorrow
morning.
morning.
Mujhe kal subah 8 baje jaga
dena.
dena.
Eat out = Baahar khana (To eat at a restaurant)
I ate out yesterday.
Kal maine baahar khana khaya.
I eat out often.
Main aksar baahar khana khati
hoon.
hoon.
Eat in = Ghar par khana khana
Let’s eat in today. I’m tired
of eating out.
of eating out.
Chalo aaj ghar par khana khate
hain, main baahar ka khana kha-kha kar pak chuka hoon.
hain, main baahar ka khana kha-kha kar pak chuka hoon.
Call off = Radda karna
You should call the meeting
off because it is going to rain.
off because it is going to rain.
Tumhe meeting radda kar deni
chahiye kyonki baarish hone wali hai.
chahiye kyonki baarish hone wali hai.
I am calling off the meeting
due to the weather.
due to the weather.
Mausam ki vajah se main
meeting radda kar raha hoon.
meeting radda kar raha hoon.
सभी Tenses सीख जाएँगे सिर्फ एक घंटे में .... मुझे 100% यकीन है Click here 👉 https://youtu.be/67TgyZQaig4
😀और हाँ अगर आप को ये वीडियो पसंद आई है तो Channel को सब्सक्राइब और Bell Icon को जरूर Press
Popular Videos list - https://bit.ly/2XKfT2j
👉 Facebook or Telegram पर भी Follow और Share कर सकते है। (ID:
English Connection by Kanchan)
English Connection by Kanchan)
Comments
Post a Comment